close

testing

Apnatube apeal to creater | New update| Technical kishor | kishor sir #trending #apnatube

26 ভিউ· 30/01/26
kishor9907
ভিতরে প্রযুক্তি

hello guys namaskar kaise hain aap sab ummid karta hun aap sab acche Honge is video mein Maine Apna tube ki taraf se ki Gai appeal ke bare mein bataya Hai Apna tub Ne Sabhi creator family se ek appeal ki hai ki aap log Sanyam banaa ke rakhen ham log aapko develop karne mein Lage hue hain Kuchh छोटी-मोटी dikkatein Hain vah bad Mein sambhalenge pahle Ham Apple ka Jo app hai usko reply karne mein Lage hue hain Taki Bade user aur creator bhi Hamare is platform ko sahi se chala sake Kyunki Android app alag hota hai aur Apple ka App alag hota hai isiliye team app development Mein Lagi Hui Hai Baki छोटी-मोटी Dekhte the bad Mein sambhali Jayegi aap Sabhi log Dhairya Banakar rakhen aur Apna Tu company ko support Karte Rahe agar aap mere discription ko padh rahe hain to Aapka tahe Dil Se dhanyvad Milte Hain next video mein tab tak ke liye bye bye

আরো দেখুন

 23 মন্তব্য sort   ক্রমানুসার


rajendrak
rajendrak 2 মাস আগে

nice

0    0 উত্তর দিন
Nikki9012
Nikki9012 2 মাস আগে

Nice 👍

0    0 উত্তর দিন
Nikki9012
Nikki9012 2 মাস আগে

Nice 👍

0    0 উত্তর দিন
techShyamSundar1
techShyamSundar1 3 মাস আগে

Bilkul sahi baat

0    0 উত্তর দিন
03e1a7a7f
03e1a7a7f 3 মাস আগে

hamari aur se aapko ful support hai

0    0 উত্তর দিন
আরো দেখুন

পরবর্তী আসছে