close

Important Announcement
Title, thumbnail ya video me agar abusing, adult ya sexually explicit content paya gaya to channel bina kisi warning ke permanent delete kar diya jayega. Yeh rule turant lagu hai. Ab tak 350+ channels delete kiye ja chuke hain. Kripya kisi bhi prakar ka adult ya abusive content upload na karein. Rule violate hone par channel bina bataye delete ho jayega.


— Team ApnaTube

Subah Ground Se Hospital Tak | Dadi Hospital Se Discharge | Daily Vlog 2

8 Vues· 17/01/26
Mr_Tarunvlogs
Mr_Tarunvlogs
39 Les abonnés
39

Hello dosto 👋
Ye meri Daily Vlog series ka 2nd vlog hai.
Aaj main subah 6–7 mahine baad ground gaya, thoda workout kiya jisse body kaafi energetic ho gayi 💪
Workout ke baad main ghar aaya aur phir Rohtak ke liye nikla kyunki meri dadi hospital me admit thi aur aaj unka discharge mil raha tha ❤️
Hospital jaane se pehle main track suit change karne gaya aur raste me aane wale gaon jaise
– Dighal gaon
– Mahl gaon
unke baare me thoda explain kiya.
Aakhir me main hospital pahunch gaya aur wahi par vlog end hota hai.
Agar aapko real life daily routine vlogs pasand hain to
👍 Like
💬 Comment
🔔 Channel ko Subscribe zaroor karein
Duaon ke liye shukriya ❤️

#dailyvlog #morningworkout #HospitalVlog
#villagelife #indianvlogger #FamilyVlog
#rohtak #reallifevlog

Montre plus

 5 commentaires sort   Trier par


kedarSeekerSanatanSanskar

तरुण जी
आप को यहां पर वाहिनी वृद्धि के लिए अनंत शुभेच्छाए है
🌹🌹🌹
अन्य क्रिएटर्स को आप जितना अधिक प्रोत्साहित करते रहेंगे उतना ही आप को भी सहकार्य मिलता रहेगा
जय श्रीराम
🙏

0    0 Répondre
Shivkali
Shivkali 3 mois depuis

सर जी आप को मैने लाइक sascraibe कर दिया आप भी मुझे sascraibe करें ❤️❤️

0    0 Répondre
Rk_explain
Rk_explain 3 mois depuis

natural since

0    0 Répondre
kavyasingh
kavyasingh 3 mois depuis

[16/01, 8:14 am] badshah 👍🏻: आप बहुत अच्छी वीडियो बनाते हो ♥️ आप मेरा चैनल सबस्क्राइब कर लो मैं आपके चैनल को सबस्क्राइब कर लूंगी ♥️ एक दूसरे को सपोर्ट करें 👍🏻
[16/01, 4:59 pm] badshah 👍🏻: https://apnatube.in/@kavyasingh

1    0 Répondre
6e70ecbea
6e70ecbea 3 mois depuis

सब्सक्राइब करे सब्सक्राइब पाये

0    0 Répondre
Montre plus

Suivant