โฃ"Ye mera beta NAHI hai!" Sab bol rahe the "Haan tumhara beta hai" par MAA ko pata tha! 1977 mein Kanhaiya gayab hua. 4 saal baad ek fake aadmi aa gaya. Maa ne pehchaan liya instantly - "Kanhaiya ke sir pe cut mark tha, is pe nahi hai!" 40 saal ladti rahi court mein! Finally 2024 mein JUSTICE MILA!