Ladki ke thukrane ke baad Hulk toot gaya tha, lekin usne haar nahi maani. Apne dard ko taqat banakar Hulk ne mehnat ki aur ek din police officer ban gaya. 🚓 Ye kahani hai un sab ke liye jo pyaar me haar kar zindagi se haar maan lete hain. Pyaar chhod sakta hai, lekin sapne nahi. 👉 Video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe zaroor karein ❤️