Kaliyar Sharif ki dargah, jahan Hazrat Alauddin Ali Ahmed Sabir Pak (R.A.) ka noor aaj bhi mehsoos hota hai. Is video mein hum aapko le chalenge Kaliyar Sharif ke un roohani waqiaat aur karishmaat ki taraf, jo sirf kahani nahi balki yaqeen ko mazboot kar dete hain.