Tulsi ji mein kachha doodh, long aur haldi daalna ek pavitra aur shaktishali upaay mana jata hai। Is upaay se ghar mein sukh-shanti, negativity door, aur Mata Tulsi ki kripa bani rehti hai। 🌿 Is vidhi ko subah, khaaskar Guruvaar ya Somvaar ko karna shubh mana jata hai। Bhakti aur shraddha ke saath kiya gaya yeh upaay jeevan mein sakaratmak badlav la sakta hai। 🙏 Jai Tulsi Mata 🙏