Video này đang được xử lý, vui lòng quay lại sau vài phút
Is video mein hum baat kar rahe hain nimbu, broccoli, patta gobhi, phool gobhi aur matar jaise healthy sabziyon ke faydon ke baare mein. Ye sabziyaan immunity strong, pachan sudharne, weight control aur body ko detox karne mein madad karti hain.