close

testing

#real4kvideo

MusicMoment
16 Просмотры · 2 месяцы тому назад

⁣Presenting "Sajan Tumse Pyar" 4K Video in the voice of Udit Narayan, Alka Yagnik from Hindi movie "Maine Pyaar Kyun Kiya" starring Salman Khan, Sushmita Sen, Arshad Waris, Isha Koppikar on #real4kvideo.

Song - Sajan Tumse Pyar
Movie - Maine Pyaar Kyun Kiya
Artist - Salman Khan, Sushmita Sen, Arshad Waris, Isha Koppikar
Singer - Udit Narayan, Alka Yagnik
Music Director - Himesh Reshammiya
Lyricist - Sameer
Music Label - T-Series

Song Lyrics:

Saajan tumse pyaar ki laraayi mein
Saajan tumse pyaar ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein

Pal pal har pal teri lagan
Teri ada ne le gayi man
Gore gore haathon pe mehndi ka rang
Us pe yeh sharmaane ka dhang
Us pe yeh sharmaane ka dhang

Haan main sharmaayi pyaar ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein

Bechaini tadpaati rahi
Chaandni dil dhadkaati rahi
Seene pe bijli si chali
Karwat leke raat dhali
Karwat leke raat dhali

Neendiya na aayi pyaar hi laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein

Toot gayi choodiyaan kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein