close

Important Announcement
Title, thumbnail ya video me agar abusing, adult ya sexually explicit content paya gaya to channel bina kisi warning ke permanent delete kar diya jayega. Yeh rule turant lagu hai. Ab tak 350+ channels delete kiye ja chuke hain. Kripya kisi bhi prakar ka adult ya abusive content upload na karein. Rule violate hone par channel bina bataye delete ho jayega.


— Team ApnaTube

अगला

Aankhon Mein Aansoon Lyrical | Nadeem, Palak Muchhal, Yasser Desai | Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha

6 विचारों· 22/12/25
MusicMoment
MusicMoment
60 ग्राहकों
60
में संगीत

⁣Presenting "Aankhon Mein Aansoon", Nadeem Saifi's (of the Nadeem-Shravan fame) Musical Milestone in Suneel Darshan's Authentic Inimitable Style. Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha is set to release on June 30th.

Song Credit:

Song - Aankhon Mein Aansoon
Featuring - Shiv Darshan, Upen Patel & Natasha Fernandez
Singers - Yasser Desai & Palak Muchhal
Music - Nadeem
Lyrics - Nadeem
Choreography - Raju Khan
Directed by - Suneel Darshan
Production House - Shree Krishna International
Programming & arranged by - Aditya Dev
Genre - Romantic

Lyrics:

Aankhon Mein Aansoo Leke Hothon Se Muskuraayein (2)
Hum Jaise Jee Rahe Hain Koi Jee Ke To Bataye (2)


Aankhon Mein Aansoo Leke Hothon Se Muskuraayein (2)
Hum Jaise Jee Rahe Hain Koi Jee Ke To Bataye (2)
Jo Toot Ke Na Toote Koi Aisa Dil Dikhaayein (2)
Hum Jaise Jee Rahe Hain Koi Jee Ke To Bataye (2)


Maine To Ki Mohabbat Tune Ki Bewafai
Taqdeer Ye Hamaari Kis Mod Pe Le Aayi (2)
Toote Hain Iss Tarah Dil Aawaz Tak Na Aaye (2)
Hum Jaise Jee Rahe Hain Koi Jee Ke To Bataye (2)


Afsos Mere Dil Ko Mujhko Bhula Diya Hai
Meri Wafaa Ka Tune Accha Sila Diya Hai (2)
Tumne To Keh Diya Hum Bayaan Bhi Kar Na Paayein (2)
Hum Jaise Jee Rahe Hain Koi Jee Ke To Bataye (2)
Aankhon Mein Aansu Leke Hotho Se Muskuraayein (2)
Hum Jaise Jee Rahe Hain Koi Jee Ke To Bataye (2)

Hum Jaise Jee Rahe Hain Koi Jee Ke To Bataye (2)

और दिखाओ

 0 टिप्पणियाँ sort   इसके अनुसार क्रमबद्ध करें


अगला